28/09/2026
Jab koi aapke ghar kaam karne aata hai, toh woh sirf apna kaam karke nahi jaataтАж woh aapke behaviour ki ek chhoti si yaad bhi apne saath le jaata hai. тЭдя╕П
Aap uske liye kaunsi yaad chhodna chahoge?
Kind & Caring? ЁЯдЭтЭдя╕П
Ya Rude, Egoistic aur Disrespectful?
Ho sakta hai aapke liye kisi se achhe se baat karna sirf ek chhoti si baat hoтАж
lekin saamne wale ke liye wahi poore din ki sabse achhi yaad ban sakti hai.
Har insaan ko izzat chahiyeтАФchahe woh aapke ghar kaam karne aaye, office mein kaam kare ya aapki service kare.
Aapki haisiyat aapke ghar ki size se nahi,
aap doosron ke saath kaise behave karte hain, usse bhi nazar aati hai. тЭдя╕П
Aaj se jab bhi koi aapke ghar kaam karne aaye, sochiyeтАФ
тАЬMain is insaan ke saath kaisi yaad chhod raha hoon?тАЭ ЁЯдФ
Manthan Karo, WhatsApp forward mat karo. ЁЯЩП
BeKind TreatPeopleWithRespect DignityOfLabour KindnessMatters GoodHumanBeing SocialAwareness Compassion EveryWorkMatters LifeLessons PositiveChange ManthanStories ManthanKaro WhatsAppForwardMatKaro